Collection New and Old Hindi Songs Lyrics from Bollywood Movies, New and Old Bengali Songs Lyrics from Bengali Movies, Hindi Songs Lyrics in Hindi Font, Bangla Songs Lyrics in Bangla Font. www.songslyricworld.com

Main Rang Sharbato Ka Tu Mith Ghaat Ka Paani (Reprise) Lyrics & Video - Phata Poster Nikla Hero || Singer - Arijit Singh


Phata Poster Nikla Hero - Main Rang Sharbato Ka Tu Mith Ghaat Ka Paani (Reprise) Hindi Lyrics By Arijit Singh

Video of the song from Youtube :
Song Title: Main Rang Sharbato Ka Tu Mith Ghaat Ka Paani (Reprise)
Film: Phata Poster Nikla Hero
Singer: Arijit Singh
Music: Pritam Chakraborty
Lyric: Irshad Kamil
Cast: Shahid Kapoor, Ileana DCruz, Padmini Kolhapure, Salman Khan, Nargis Fakhri, Darshan Jariwala, Naveen Prabhakar, Zakir Hussain, Mithilesh Chaturvedi, Sanjay Mishra, Ishtiaq Arif Khan

Main Rang Sharbato Ka Tu Mith Ghaat Ka Paani (Reprise)

khwaab hai tu neend hu main dono mile raat bane
roz yahi maangu dua teri meri baat bane baat bane

main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyar ki batiya kya samjhawa
jaag ke ratiya roz bitaawa isse aage ab main kya kahu
o yaara tujhe bolti ankhiya sadke jawa
maang le pakiya aaj duava isse aage ab main kya kahu

maine to dheere se neendo ke dhaage se
baandha hai khwaab ko tere
main na jaha chaahu na aasma chaahu
aaja hisse me tu mere
tu dhang chaahato ka, main jaise koi naadaani
tu dhang chaahato ka, main jaise koi naadaani
mujhe khud me jod de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani

tune jo dekha hai tune jo jaana hai
hu bhi nahi bhi hu main wo
chaahoge tum jaisa ho jaaunga vaise
chaaho to waada ye lelo
tum ek musafir ho main koi raah anjaani
tum ek musafir ho main koi raah anjaani
mann chaha mod de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
main rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
mujhe khud me ghol de to mere yaar baat ban jaani
rang sharbato ka, tu meethe ghaat ka paani
o yaara tujhe pyar ki batiya kya samjhawa
jaag ke ratiya roz bitaawa isse aage ab main kya kahu
o yaara tujhe bolti ankhiya sadke jawa
maang le pakiya aaj duava isse aage ab main kya kahu
No comments

No comments :

Post a Comment

Leave your feedback