Collection New and Old Hindi Songs Lyrics from Bollywood Movies, New and Old Bengali Songs Lyrics from Bengali Movies, Hindi Songs Lyrics in Hindi Font, Bangla Songs Lyrics in Bangla Font. www.songslyricworld.com

Saaiyaan Lyrics & Video - Gunday || Singer - Shahid Mallya


Gunday - Saaiyaan Hindi Lyrics Sung By Shahid Mallya

Video of the song from Youtube :
Song Title: Saaiyaan
Movie: Gunday
Singer: Shahid Mallya
Music: Sohail Sen
Lyrics: Irshad Kamil
Cast: Ranveer Singh, Arjun Kapoor, Priyanka Chopra & Irrfan Khan

Saaiyaan

Kal Meera tadpi Kaanha ko
Sab laaj samaaj ganwaai re
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari Kaanha ki aayi re

Mori jaan gayi (mori jaan gayi)
O.. tora khel hua (tora khel hua)
Mujh se main rootha
Mujh mein main toota..

O.. mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota (khud hi hai loota..)

Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan.. hun main ki karaan
Saaiyaan.. jee laan ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafaa
Saaiyaan.. (x2)

Mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota
Lut-lut ke.. lut-lut ke..
Jeena hai marna baanke yaar bina

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jee laan ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan.. (x2)

Ho.. sapnon ke sheeshe toote
Dukh ki daraar se
Chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se
Rus-rus ke.. rus-rus ke..
Mann se mann jaana khud hi yaar bina

Saaiyaan.. hunn main kee karaan
Saaiyaan.. jee laa ya maraan
Saaiyaan.. Rab mujhse khafa
Saaiyaan.. (x2)
No comments

No comments :

Post a Comment

Leave your feedback